Chicken tikka biryani
Chicken tikka biryani

Hello everybody, I hope you are having an incredible day today. Today, I will show you a way to prepare a distinctive dish, chicken tikka biryani. It is one of my favorites. This time, I’m gonna make it a bit tasty. This will be really delicious.

Chicken Tikka Biryani. featured in Recipes For Indian Food Lovers. Chicken Tikka Biryani Recipe is the famous Indian delicacy of Punjabi Cuisine. Here Boneless Chicken is marinated in spicy mix of Yogurt and Spices, then cooked in the oven for making delicious.

Chicken tikka biryani is one of the most popular of current trending foods in the world. It’s enjoyed by millions daily. It is easy, it’s fast, it tastes yummy. They’re fine and they look wonderful. Chicken tikka biryani is something which I have loved my whole life.

To begin with this particular recipe, we have to first prepare a few components. You can cook chicken tikka biryani using 20 ingredients and 18 steps. Here is how you can achieve it.

The ingredients needed to make Chicken tikka biryani:
  1. Prepare 2 kg biryani rice
  2. Prepare 3 kg chicken
  3. Prepare 1 and 1/2 kg tamatar
  4. Take 1 cup dahi
  5. Prepare 1 kg piyaz
  6. Make ready 1 kg allu
  7. Take 2 tbp lasan adrak paste
  8. Get 2 packets biryani masala
  9. Make ready 6 adad long
  10. Prepare 1 tbp zeera
  11. Prepare 2 adad bari elachi
  12. Get 2 adad taizpat
  13. Prepare 1 tbp laal mirch powder
  14. Take 1 tbp haldi
  15. Make ready 2 tbp kuta daniya
  16. Prepare 1 tsp garam masala
  17. Take Namak hasb e
  18. Prepare For tikka
  19. Prepare 1/2 kg dahi
  20. Prepare 2 packets tikka masala

Chicken Tikka Biryani recipe is a very unique and tasty biryani preparation. This biryani recipe is very different and not very easily available in the restaurants. Chicken Tikka Biryani is a delicious variation to the immensely popular biryani in South India. Perfect for those who love biryani, this is a spicy and flavourful dish where chicken pieces are marinated in a.

Steps to make Chicken tikka biryani:
  1. Prepare all ingredients
  2. 1st apne chicken ko dho ke chali main rakh dena hy ke uska pani nikal jaye ab tikke ke liye dahi main tikka masala add kar ke phent lein aur phir chicken dal ke chicken main masala sahi say laga dein 1 hour ke liye rakh dein fridge main ap raat ko bhi masala laga ke rakh sakte hain
  3. Chawalon ko 1 hour phele bhego ke rakh dein
  4. Oil garam kar ke us main piyaz add karen jab lite brown ho jaye piyaz toh us main lasan adrak paste add kar ke thora aur brown kar lein
  5. Ab kate huay tamatar dahi laal mirch powder haldi kuta daniya garam masala namak
  6. Aur biryani masala dal ke 5 mins ke liye dakan de ke rakh dein
  7. 5 mins baad kate huay aalu dal ke phir dakan de ke rakh dein 10 mins ke liye medium flame pe
  8. Ab dusri handi main tikke banane ke liye rakh dein 2 tbp oil aur food colour upar chalak ke medium flame pe rakh dein
  9. Ab biryani ke salan ko check kar lein allu gal jaein phir salan ka pani khushk kar lein jab pani khushk ho jaye toh chule say utar dein
  10. Ab Tikkon ko check kar lein tikko ka masala nazar aaye toh chule say utar dein ziyada khushk mat kijiye ga aur ab koile ka dam de dein koila jala ke tikkon ke bich main rakh ke koile pe thora oil dal ke dakan de dein
  11. Ab biryani ka salan bhi tayar hy aur tikke bhi tayar hain so ab chawlon ko dho ke boil kar lein boil karne ke liye pani main zeera taizpat long bari elaichi aur namak dal ke pani garam kar lein jab garam ho jaye pani toh us main chawal dal dein
  12. Chawalon ko ziyada boil nahi karna hy thore kache hone chahiye ab pani nikal ke chawlon ko chali main chaan lein
  13. 8 adad piyaz ko main nay kat ke brown kar ke nikal diya tha bhona piyaz aur food colour jo ke thore pani main dal ke banaya hy biryani ki teh ke liye koila phir say jalane ke liye rakh dein
  14. Chawalon ko do hisson main kar lein ek hissa handi ki teh main dal ke us pe food colour charak dein aur us ke upar biryani masala dal dein aur us ke upar tikke rakh dein phir bhona piyaz phela ke chawalon ki dusri teh lagaein
  15. Chawlon ki dusri teh laga ke phir us pe food colour charken biryani salan tikke aur bhona piyaz dal dein
  16. Ab jale huay koile ko biryani ke bich main rakh ke us pe oil dal ke dakan de ke low flame pe rakh dein 20 mins ke liye 20 mins baad check karen dam sahi say aaya hy yan nahi jab dam sahi say a jaye toh chule say utar dein
  17. Lein ji tikka biryani tayar hy bohat hi mazedar bani hy
  18. Wato izzo man tasha wato zillo man tasha☝️

Mexican Chicken Lasagna Recipe With Homemade Roti. Turkish Doner Kebab Recipe Without Oven. Home Recipes In Urdu - English Chicken Tikka Biryani: English - Urdu Recipe. Mix all the Tikka ingredients to form a marinade. Homemade chicken tikka biryani because making it yourself is much more fun! 🍗.

So that is going to wrap this up with this special food chicken tikka biryani recipe. Thank you very much for your time. I’m confident you can make this at home. There’s gonna be more interesting food at home recipes coming up. Remember to save this page on your browser, and share it to your family, colleague and friends. Thank you for reading. Go on get cooking!